Asslam
o alaikum , doston aaj kal ky doar
online paisy kamany aur busniss krny ky
buhat saary treky hen jo munafa bhkhsh
,mehfooz aur kaabl-e-etmaad aur tasali bkhsh bhee hen ,
GoogleAdsense
bhee in men sy ek behtreen aur kabl-e-etmaad paisy kamany ka zreya hai ,
GoogleAdsense
sy aap jo paisy kamaty ho wo bilkul tasali bhkhsh aur mehfooz hoty hen
GoogleAdsense ky pass aap ky kamaye huwi rakam mehfooz hoti hai aur iska paisy
deny ka treeka bhe behtreen hai aap
kahen sy bhe tasali kr skhty ho googleadsense ky treeky kar py koy bhe shk nai
hai
Isliyee
humny ye post likha hai k GoolgeAdsense sy paisy kaisy kamye ?
GoogleAdsense
GoolgeAdsense
ik best aur highest pay per click {PPC} network hai jo google search engine ka
hee ejaad kiya huwa hai jo 18-june-2003 men
launch kiya gya tha darasl isy ejaaad krny ka makasad website ya blog
chlany walo ko us ky material ko monetize krwany ky liye kiya gya thaa,
Google
adsense ki pehly shuru men kuch khas parfomance nai thee lekin ab is modern
doar men poori dunya men ye business ky lye buhat hi munafabkhsh aur behtreen
place hai , lakhoo ki tadad men dunya ky
log google adsense sy lakhoo rupaye kama rhy hen q ky adsense logon ko unka
power deta hai self confidence ka , mtlb aap apni mehnat kr ky achy paisy kama
skhty ho google adsense sy paisy kamany ky buhat saary treeky hen
Aap apni website ya ek blog bna ky us py apna
mawad rkh ky aap google adsense ky zreye
sy paisy kma skhty ho lekin google adsense improve krny ky liye apni website ya
blog pr achha mawad bhee rkhnna zroori hai
Aap
apni website ya blog py jo google
adsense ky ads rkhty ho to jab aany wala
visitor us ads py click krta hai to paisa bnna shru ho jaty hen
Make money with GoogleAdsense :
Agr
aap googleadsense sy paisy kamaany ka sooch rhen hen aur paisy kamany ky liye
betab hen to sub sy pehly apni website ya ek blog bnai . website bnany ky liye
aap ko webdesigning krni hoge aur blog aap blogger.com sy bna skhty ho jo
google ki trf sy bilkul free hai aur wordpress sy bhee aap website bna skhty ho
apni website ya blog bnany ky baad aap googleadsense ky liye apply kr skkhty ho
goolge adsense improve hony ky baad aap adsense ky dye huwy ads apni site py
lgao gy usky bdly adsense aap ko pasiy pay krega aap ki site pr jitney visitor
aaye gen aap ka utna hi paisa bny ga ,aap ky site py jitni zyada traffic hogi
aap utna hi paisa kma skho gy ,
Yaad
rhy banaye huwi website ya fir blog py rkha huwa mawad means post ya material
aap ky apny khud ky hony chahye , kisi website sy copy kr ky rkhen gen to aap
ka google adsense account improve he nai hoga aur agr huwa bhe to jald hi block
hojaiga , q ky adsense ki policy ky mutabic copy kiya huwa content allow nai
hai adsense aap ko copy kiye mawad ka paisy nai dega to aaap ko apni website ye blog py fresh aur
pure apna content he rkhna aap kisi bhe
topic py website ya bloge bna skhty ho jaisy bhee aap ky pass information ho
aap internet py share kr skhty ho ,
Improve Adsense for Site :
Mainy
oper bhee likha hai google adsense sirf
aur sirf quality mawad ko hi ahmiet dega agr aapny ek achhi website ya blog
bnaya hai aur us py apna khud ka bnaya content hi use kya hai to aap ka
googleadsense aaram sy he improve hojaiga , islye ky googleadsense ki policy
kuch zyaada hi skht hai mostly indian aur pakistanio ky liye q ky zyatar inddia
aur Pakistan ky log paisa kamany ky chkar men doosroo ki website sy mawad copy kr ky apni website bna kr adsense
ky liye apply kr dety hen to aap ko men
ye advise dunga ky sirf apna hi material
create kren to google adsense sy koy preshaani nai hogi
Umeed
hai Aap ko ye post achha lga hoga …… share zroor krna aur comment bhee
,,,,THANK YOU,,
No comments:
Post a Comment