Hi dosto , RSS feeds new nhe blky new
bloggers ya internet users ky liye buhat hi ihmieat shuda hai
Aaj hum janengen RSS feeds ky baary men kiya hai aur iska istmal sy humen
kiya fiada hota hai ?aur is sy hum har wakat kaisy bakhber rehty hen ?
RSS feeds ik subscription jaisa
option he hota hai jo blog ky posts men khe kone men hi rehta hai zyada tr iska
ka common icon orange colour ka hi hota hai is ki placemant blog ky around kahe
bhee ho skhti hai isy web feed ya feeds bhe kaha jaa skhta hai ,
RSS feed web ka ik kism ka formate
hai jo jis ka istmaal website ya blog me kiya jata aur website ya blog perr jab
bhee content update hota hai to isky zreye doosry social sites pr bhee inform
kiya jat hai
Drasal RSS feeds ik kism ki
technology hai jo aap ko har wakat ba khbar rkhti hai aap ki apsndeeda website
ki updates sy commonly aap ksi bhe pasand ki website ki update ko track krny ky
liye isy bookmark kr k kr skhty ho aur
har roz aap apni pasadeeda website ki update check kr skhty ho notification ky
zreye sy aap jaisy hi wo website kholengen
us hi wakat aap ko infoem kiya jai ga tamam update sy jo us site men ki
gye thee,
*blog men RSS subscribers kaise increase kren?
*blog men RSS subscribers kaise increase kren?
Aap koy bhee feed reader use k
skhty ho ,jaisy Google reader , feed demon iGoogle aur buhat saary hen
Jab aap ksi bhe website ki feed ko
subscribe kro gy to jab bee us website py new post likha jai ga to to us hi
time py aap ko feed reader ki madad sy inform kiya jaiga.
RSS feeds k istmaal ka faida ye he k aap ka buhat saara
time save hota hai RSS feeds ko subscribe krny ky baad aap ko us website ki
update ya new post dekhny k liye website
ko khonlne ki zroort nhe pry ge aap koy bhe feed reader ka istmal kr k
us website ki updates ko dekh skhty hen time west kiye bghair,
RSS ka use krty huwy website ya bog
ki updates ky liye zyada tar Google reader ka buhat zyada istmaal kiya jata hai,
Wordpress py bhee feed ka feature
aap hasil kr skhty ho lekin ye zyada friendly nhe hai feed burn kr skhty hen
feed buner ki madad sy update hasil kr khty ho
ya fir email subscription ki madad sy jo zyada helpful hai aur ksi bhe
blogger ky lye RSS feed ki update ky liye is ka icon ki jgh nvbar ,sidebar ya
footer men hota hai users ko update ky liye
Aap ksi bhe website ya blog ky ksi
corner ya sidebar me orange colour ka icon sy subscribe kr skhty hen.
Aur aap humary blog ki footer men
sy ya top sy subscribe kr skhty hen
Ye post pasand aaye to share zroor
krna aur comments bhe .THANks
No comments:
Post a Comment